A lovely song for MUZAKIR ❤️
So yaha me apni jaan keliye aik Gaana post kar rai hu ku k tum wakai hi mere hakeekat khoab mere piyas Mera dariya mere Khushi ki waja mere saans Mera Dil ho ..muzakir Tum Mera wo khoab ho jiske me Sach me hakeekat me badalna chahti hu .me khud ko bhot Khush kismat or duniya ka Ameer tareen insaan samjhti hu ku k mere pass tumhare jesa dost sathi aik piar krne Wala aik Kadar Karne Wala shaks h Jo har Kisi ko nai milta🫠🫀.muje yaad h jab Tumne phli Baar Mera hath pakra tha or muje kis ki thi mere jaan tumhare sath bitaye gaye wo lamhaat me kabhi nai Bhool saku gi yaha tak k me khud ko bhoolne keliye tiyar hu lekin unko NAHI Sirf is waja se k wo tum se taaluk rakhte h ye sari baate Jo me yaha likh Rahi hu ye me Apne Dil o dumaag me tumhare liye Jo jazbaat h Tumhe leke Jo janoon h ye wahi h..wese me hamare sath beete hue lamhaat ki baat karai thi to agar unki baat ki jaaye to pata nai hamara wo wakt dobara kab aaye ga jabham honge or sakoon hoga or hamare Dil aik doosre ki chaht me doobe honge Sirf ham or hmara Pyar 🫠🫠🫠..I remember jab Tumne phli Baar muje kiss ki thi tab me itna blush kar Rai thi or muje itna acha feel horah tha jese muje duniya ka koi hazana mil gaya h or muje wakai tumari shakal me hazana Mila h me Tumhe kabhi bhi khona nai chahti Tum mere duniya ho Mera sab Kuch ho MUZAKIR ❤️ ab me chahti hu k tum ye Gaana Suno or Jo Mera Pyar h tumhare liye use Dil SE mehsoos ho take tume pata lage k tum ere liye Kitne keemti ho 🫀
